Mahindra ne apne do only electric car ko launch kar diya hai. Ye dono hi electric SUV Mahindra ke naye skateboard platform INGLO par based hai. Both of these electric cars are Borne Electric, namely BE 6e and XEV 9E. Aaj is post me humlog sirf XEV 9e ke bare me bat karenge. Top 5 highlights of Mahindra XEV 9E.
Mahindra ne XEV 9E ka starting price reveal kar diya hai joki hai 21.90 lakh ex-showroom, lekin full pricing ko janne ke liye apko January 2025 tak ka intezar karna parega.
I know you don’t want to know all this stuff so let’s start the countdown for the Top 5 Highlights of Mahindra XEV 9E. [Worlds fastest electric car]
Mahindra XEV 9E Top Features
Mahindra XEV 9E: Size
Mahindra XEV 9E size me Mahindra ke hi XUV 700 se bari hai. XEV 9E ka wheelbase 2775mm hai whi overall length 4789 mm hai aur width 1907mm hai iski height 1694mm hai. iska ground clearance 207mm hai aur battery ground clearance 222mm hai.
Mahindra XEV 9E aur XUV 700 me sabse bara difference ye hai ki this electric SUV is five-seater whi XUV 700 me 3 rows hai aur isme 6 seater ya 7 seater option hai, to indono me seating layout difference hai.
XEV 9E me 19-inch alloy wheel milta hai, aur ise aap 20-inch tk upsize kar sakte hai, Whi XUV 700 Top model me 18-inch ke alloy milte hai.
Tata Tigor ev Vs Maruti Suzuki Wagon R
So this was the 1st highlight of this New electric car From Mahindra. Now let’s talk about the second one.
Mahindra XEV 9E: Auto Park
Mahindra Auto park feature ke madad se apki XEV 9E khud ko park kar sakta hai bina kisi human intervention ke, matlab apko car ke ander rhne ki bhi zarurat nhi hai. Ye feature apko Mahindra BE 6E me bhi dekhne ko mil jayega.
Mahindra ka ye auto-park feature 12 ultrasonic sensors ka istemal karta hai, shi parking spot dhundhane ke liye and then it parks itself. Ye khud ko apne aap 90-degree, angular or parallel space sabhi jgh park kar sakta hai.
You already know, you don’t need to be present in the car just step outside and press the lock button twice on your key fob and that’s it. So this was the 2nd highlight of this electric SUV.
Mahindra XEV 9E: Safety
Kyuki ye SUV hai to, iska istemal family wale log jyada karenge ko safety bahut jyada important ho jata hai. Safety ko ensure karne ke liye XEV 9E me bahut sare safety features dekhne ko mil jayega. Isme 6 airbags, 360 camera, electronic parking brake with auto hold, tpm sensor aur sath ADAS jo 5 radar or ek camera ke sath aata hai. You can expect a 5-star GNCAP safety rating from this car.
Now let’s talk about the other highlight.
Mahindra XEV 9E: Battery, Power, Range
XEV 9E 2 battery pack ke sath available hoga, ek 59 kWh aur 79 kWh, aur ek bat ki shuruwati customers ko lifetime warranty milega. That is a good thing if you are an early customer of this XEV 9E electric SUV.
59 kWh wali jo variant hai wo 228 bhp ki power aur 380 Nm ka torque produce karta hai wahi 79 kWh wala variant 281 bhp ki power aur 380 Nm of torque produce karta hai. Matlab ki dono hi variant me same amount of torque dekhne ko mil jayega.
XEV 9E 0-100 kmph ki speed achieve karne me 6.8 seconds ka samay leti hai. Now let’s talk about the driving range of this electric SUV. 79 kWh variant ki ARAI range 656 km hai aur WLTP range 533 km hai. This car supports extremely fast charging, 79 kWh variant ko aap 20-80% 20 min me charge kar sakte hai 175 kW DC charger ke sath.
Now we will talk about the last highlight of this electric car that is all about its features.
Mahindra XEV 9E: Features
Sabse pahle aap ye jan lijiye ki isme apko 43-inch ka coast-coast digital screen milega jo pure dashboard ko cover karta hai. 12.3 inch ke 3 display Mahindra ne XEV 9E me lagaya hai. Only in this segment, You are getting luxury stuff in this electric car at budget.
XEV 9E India ki pahli SUV hai jisme aapko Dolby Atmos dekhne ko milega, Harman Kardon Music system jo 16 speakers ke sath aata hai. In sari cheezo ko handle karne ke liye isme laga hai Qualcomm Snapdragon 8295 Chipset, Adreno sixth-gen GPU, 24 GB RAM aur sath me 128 GB of storage. Apka smartphone or even computer bhi sharma jaye.
The delivery of this car will start from somewhere around last February or March 2025. Let’s see. What do you think about this electric car let me know in the comments below, now I will see you in the next one.